Monday, February 4, 2008

kiski mumbai

akhir kis ki hai mumbai ? yea sawal aaj paheli bar nahi uth raha hai. prant aur chetra ko lekar ladiee pahele se chali aarahe hai.
swal yea uthta hai ki mara kaun jaraha hai? samajwadi party ke neta hoon yaa phir raj thakere marna aap ko padta hai.
Mumbai ke bare me soochane se pahle hame yea soochna padega ki kya hum kisi ka mohra toa nahi ban rahe hain??
yea aap ki baat hai.
aap ka sambhav
Related Posts with Thumbnails

[+/-]

kiski mumbai